Showing posts with label Santa Banta. Show all posts
Showing posts with label Santa Banta. Show all posts

1- Santa ko ek bar banta nekhane per bulaya.. Santa jab banta ke ghar aaya to ghar per lock laga tha aur likha tha "dekha kaisa ullu banaya.." . . Santa ne hoshiyari dikhai aur neeche likh diya "main to aaya hi nahin tha.." \m/ . . 2- Santa ka Padosi Mar Gaya:" Wo Uske Ghar Gaya or Pucha:" Body Aa Gayi Kya.. ?? Tabhi Body Lekar Ambulance Aa Gayi.. Santa:" Lo Batao, Kitni Lambi Umar Hai.. . . 3- Santa at petrol pump Bhai 1rska petrol daal do.. . . Salesman:" Bhai itna sara petrol dalva ke kahan jana hai.. ?? Santa:" Jana kahan hai hum to aise hi paise udaate hain.. . . 4- Wife bathroom se naha ke nikli to Santa use ghur raha tha.. Wife romantic hokar:" Kuchkarne ka irada hai kya.. ?? Santa 2 thappad maar ke bola:" Mere garam pani se kyu nahayi Kameeni.. . . 5- Santa Car ki Battery change karwane gaya.. Mechanic:" Sahab, Exide ki Daal doon.. ?? Santa:" Nahin be, Dono sideki daal de warna phir Paise nai dunga.. . . 6- Ek admi khade-khade chaabi se apna kaan khujla raha tha... Santa use gaur se dekhte huye bola:" Bhai sahab, aapstart nahi ho rahe to dhakka lagau.. ?? . . 7- In exam hall a girl to santa:" Mujhe bas is answerki starting bata do baki main likh lungi.. SANTA ne dhyan se idhar-udhar dekha, fir dhire se bola:" “The” . . 8- Santa:" Dettol sabun hai.. ?? . Dukandaar:" Hai, . Santa:" Accha wala.. ?? . Dukndar:" Haan.. . Santa:" Acchi quality ka hai na.. ?? . Dukandar:" Haan.. . . . Santa:" Hath dhokar 1 Kilo aatta dedo.. . . 9- Santa ke lips jale hue the . Banta:" Kaise jale . Santa:" Wife ko railway steation drop karne gaya tha.. . Banta:" To.. ?? . Santa:" Khushi ke mare.. Train ke engine ko choom liya.. Dont Forget to comment and Share...